సత్సంగత్వే నిస్సంగత్వం
నిస్సంగత్వే నిర్మోహత్వమ్ |
నిర్మోహత్వే నిశ్చలతత్త్వం
నిశ్చలతత్వే జీవన్ముక్తిః ||

Saturday, November 27, 2010

రెండు కొత్త హిందీ పాటలు


నా మొబైల్ + ఇయర్ ఫోన్స్ నా చేతికి వచ్చి నాలుగు రోజులైంది. వచ్చిన రోజే ఆనందంగా వంటింట్లో స్పీకర్ లో ఎఫ్.ఎం పెట్టుకుని పని చేసుకుంటున్నాను. ఒక సరదా పాట వచ్చింది. చాలా నచ్చేసింది. ఏ సినిమాలోదో వెతుకుదాం అని పల్లవి నోట్ చేసి పెట్టుకున్నాను. కుదరనేలేదు. ఇవాళ బయట నుంచీ వస్తూ ఇయర్ ఫోన్స్లో మళ్ళీ ఎఫ్.ఎం పెట్టుకున్నాను. మరో పాట శేయా ఘోషాల్ గొంతులో.. అద్భుతంగా ఉందే అనిపించింది. వెంఠనే అది నోట్ చేసుకున్నాను. మధ్యాన్నం కాస్త ఖాళీ చిక్కాకా వెతకటమ్ మొదలెట్టా నెట్లో. ఆశ్చర్యంగా రెండూ ఒకే సినిమాలోని పాటలైయ్యాయి. "Action Replayy" లోవిట. ఇవిగో ఆ రెండు పాటలు..విని ఆనందించండి. లిరిక్స్ సరదా ఉన్నవాళ్ళు సాహిత్యాన్ని కూడా చదివి ఆస్వాదించండి.

song: O bekhabar
Film: Action Replayy
సింగెర్: Shreya Ghoshal
Music Director: Pritam
Lyricist: Irshad Kamil



Lyrics:
O bekhabar, o bekadar, betaabiyon ko na badah
Dekh le hai pyaar ka kaisa nasha mujhpe chadha
O bekhabar, o bekadar, betaabiyon ko na badah
Aa dekh le hai pyaar ka kaisa nasha mujhpe chadha
Kaisa nasha mujhpe chadha ..

O bekhabar, o bekadar, betaabiyon, bechainiyan hai jawan
Meri nazar dhoonde tujhe tu kahan
Haan tujhko main aankhon ka kaajal bana loon
O bekhabar, o bekadar, betaabiyon, bechainiyan hai jawan
Chaahungi main yuhin tujhe bepanha
Haan tujhko khushi sa labho pe saja loon
O bekhabar, o bekadar, betaabiyon ko na badah
Aa dekh le hai pyaar ka kaisa nasha mujhpe chadha
Kaisa nasha mujhpe chadha ..

Roop hoon teri dhoop hoon
Tu suraj hai mann ka mere
Ya ghani main hoon roshni
Ab chalte hoon dhalte hoon tujhko hi
Haan mere ik pehar, tu kahe thehar
Toh jaaon nagar se tere
Har ghadi mushkilon bari
Kyun lagti hai jo bhi badalti hai bin tere
Tu mile toh silsile, ho ho shuru jo hai khuda ki raza
Tere bina hai zindagi bemaza
Tu mil jaaye toh main jahan se chhupa loon
O bekhabar, o bekadar, betaabiyon, bechainiyan hai jawan
Meri nazar dhoonde tujhe tu kahan
Haan tujhko main aankhon ka kaajal bana loon
O bekhabar

O pyaar bhi yun kabhi kabhi
Kar deta pareshaaniyan
Har jagah wohi woh lagey
Woh aashiq anari jo dil de ke leta
Ya paas bhi ho woh door bhi
Yeh kyun ho woh batlaaye na
Dil darre minnate kare
Ab usko yeh bolo ke aaye toh jaaye na
Bewajah, agar ho pata, kya hai yahi dil ki khata ki saza
Khud mein hi main, hoti hoon kyun laapata
Main janu na iss dil ko kaise sambhalun
O bekhabar, o bekadar, betaabiyon, bechainiyan hai jawan
Meri nazar dhoonde tujhe tu kahan
Haan tujhko main aankhon ka kaajal bana loon
O bekhabar, o bekadar, betaabiyon ko na badah
Aa dekh le hai pyaar ka kaisa nasha mujhpe chadha
O bekhabar, o bekadar, betaabiyon ko na badah
Aa dekh le hai pyaar ka kaisa nasha mujhpe chadha
Kaisa nasha mujhpe chadha ..

**************************************
ఇదే నేను నాలుగు రోజుల క్రితం మొదట వున్న పాట. ఈ పాట సాహిత్యం భలే సరదాగా ఉంది.

2)song: jor ka jhatka
Written by: Irshad Kamil
Singers: Daler Mehndi, Richa Sharma
Music Director: Pritam



lyrics:
Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga
Shaadi ban gayi umarqaid ki saza, haan saza
Yeh hai udaasi, jaan ki pyaasi
Shaadi se achcha tum le lo faansi
Laakhon dukhon ki hoti hai ye wajah, haan wajah
Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga
Shaadi ban gayi umarqaid ki saza, haan saza

Jiski shaadi par jaana, usko itna samjhana
Na kar shaadi, yeh barbadi, phir na pacchtaana
Haan mauka hai pagle, shaadi se bachle
Samjha le dil ko yeh shaadi ko machle
Shaadi ke mandap se tu khud ko bhaga, haan baga
Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga

Sabse pehle shaadi thi, yaaron jahan mein jisne ki
Usko dhoondho, pakdo peeto, galti usne ki
Woh tha saudai, banke kasai
Usne to sabki lutiya dubayi
Paani mile na maaro aisi jagah, haan jagah
Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga
Shaadi ban gayi umarqaid ki saza, haan saza
Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga

No comments: